Feeds:
Posts
Comments

Archive for May, 2009


Kabhi to teri palkon pe jhilmilaon kabhi main

Tu intezar kare or aaon main

Mere dost samandar main le ja k fareb mat dena

Tu kahe tu yahien doob jaon main

Read Full Post »


A good friend will come and bail you out if you are in jail

but…

 

a true friend cannot

Becasue !!!!!!!!

 

He is sitting next to you saying “Kaha tha na pakre Jaen Gay”

Read Full Post »


Meri aankhain bhi ek din mujh se ye keh dain gi faraz!

Khuab na us ke dekha karo. hum se abh roya nahi jata

Read Full Post »


Mujhe Udas Dekh kar zamane ne sawal kiya

Wo kon hai jis ne tera ye haal kiya

Main ne kaha wo Muhabbat hai jo meri on k saath hai

Wo nikla bewafa bus itni si baat hai

Read Full Post »


Wo Taluk tor kar bhi meharbani kar geya

Main tu fani tha mujh ko or   faani kar geya

main ye samjha tha k meri dastan poori hui

Wo bichar kar or lambi kahani kar geya

Read Full Post »


Nikala Humko Fareb-e-zindagi dekar…..

Dia Phir shoq-e-Jannat Kyun ye herani nahi jati

 

(Allama Muhammad Iqbal)

Read Full Post »


Anaa parast to apni jaga hum bhi hain faraz….

Sirf os k gharoor ka hum ehtraam karte hain

Read Full Post »


Tumhare bin nahi rehna k mujhe tumse muhabbat hai

Hai tumse bs yahi kehna k mujhe tumse muhabbat hai

Zuban tu keh nahi sakti tumhain ehsas kyun nahi hota

aankho ko kabhi khud hi parh lena k mujhe tumse muhabbat hai

Tumhare naam kardi hai ye poori zindagi apni

Bhale hi dukh pare sehna k mujhe tumse muhabbat hai

Humain bhi ehsas hai k tumhain mujh se pyaar hay

Ye mere samne kehna mujhe k tumse tumhabbat hai

Read Full Post »


Meri Palkon ko tor kar mere daaman main aa gira

Ek ansoo mere sabar ki toheen kar deya

Read Full Post »


Kabhi Kabhi to ro parti hain yooni Aankhain

Udas hone ka koi sabab nahi hota

Main apne dil ko ye baat kese samjhaon

K kisi ko chahne se koi apna nahi hota

Read Full Post »

Older Posts »